In today’s life, competition is everywhere, whether it’s in study or taking your dream job, but when someone is full of motivation to do anything at any cost, then no one can beat him or her. That is why in this post, we made some powerful and positive motivational shayari for everyone who wants some real motivation to channelise their energy to achieve their goals. Just scroll and share all this amazing English inspiring shayari that we especially made for you.
Self Motivational Shayari in English
Yakeen kar khud par tu,
Har raah aasan hogi,
Hausla agar saath ho,
Toh har manzil mukammal hogi!
Na puch ki meri manzil kahan hai,
Har kadam mein ek nayi kahani hai,
Har mushkil ka samna karunga datkar,
Rukunga nahi, manzil milti hai jab tak!
Buland ho hausla to har safar aasan hai,
Na ho andhera toh sitaron ki kya shaan hai,
Girke uthna hi toh jeet ki pehchaan hai,
Jo khud pe kare yakeen, wahi asli insaan hai.

Vikalp bahut milenge marg bhatakne ke liye,
Sankalp ek hi kaafi hai zindagi badalne ke liye,
Roke jo andhiyaan unse mat dara karo,
Chirag ban ke andheron mein jala karo.
Manzil mile ya na mile,
Ye to muqaddar ki baat hai,
Hum koshish bhi na karein,
Ye toh galat baat ha
Sangharsh ki raah mein
Jo datkar chalte hain,
Waqt unhe waqt se
Manzil tak poncha deti hai!

Rukenge nahi tab tak
Manzil nahi milti jabtak
Har kadam mein junoon ho
Tabhi toh safar khoobsurat hai!
Buland hai hausla toh,
Mutthi mein har mukam hai,
Mehnat se is duniya mein
Sab kuch aasan hai!
Jitne wale kabhi haar nahi maante,
Unki himmat hi unka pehchaan hoti hai!
Har girne ke baad wo uth kar,
Apne sapno ka safar aur behtar karte!

Nasib unke chamakte hai
Jo kadi dhoop mein tapte hai
Jo gir ke har baar uthte hai,
Wahi taare bankar jagmagata hai.
Bheed mein rehne wale
Bheed mein reh jaate hain,
Jo sher hota hai,
Woh akela chalta hai.
Success Motivational Shayari Lines
Apne hausle ko jiddi karke aaya hun,
Har mushkil se ladkar jeetne ka iraada laya hun
Rukne ka naam nahi bas aage badhna hai,
Meri manzil ki shikhar mein mujhe jaana hai!
Kon kehta hai kamyabi
kismat se milti hai,
Kismat bhi usi ka saath deti hai,
jo dil se mehnat karta hai.
kathin raste se na ghabraye,
kathin raste aksar khubsurat
manjil tak le jaati hai.

Chhoti si mehnat se
Badalti hai taqdeer,
Har kadam mein chhupi hai
Tere jeet ki tasveer!
Aasan nahi hota apne
Sapne ko sakar karna,
Ladna padta hai har mushkil se,
Tabhi toh apne armaan poore hote hain!
Waqt aane to de, bata dunga,
Tere har ek sawal ka jawab dunga,
Jo mujhe aapne kam samajhte the,
Unhe apni kamyabi se samjha dunga!
Hamari mehnat hi
Hamari pahchan hoti hai,
Jo raahon mein chhod de nishaan,
Wahi asli udaan hoti hai.

Jo khwab mein dekhe hain
Mujhe woh khwab pana hai,
Har mushkil se dar kar ladna hai
Aur har ek sapne sach karna hai!
Safalta ki fasal yuhi nahi ugti,
Mehnat ka beej har din boya padta hai.
Kamyabi ko apni pehchaan banayenge,
Har mushkil se hum guzar jayenge.
Apne sapne ko hakikat mein badal kar,
Duniya ko apni kahani sunayenge.
2 Line English Motivational Shayari
Jeetenge hum, ye wada karte hain,
Har mushkil ko hum aasan karte hain
Kismat se nahi, apni mehnat se milenge,
Meri safalta ki gunj ekdin har jaga bajaga!
Umeed ka diya ab bhi kayam hai,
Har mushkil mein hosle ko salam hai.
Woh log aksar safal ho hi jaate hain,
Jo kismat se jyada mehnat pe bharosa karte hai.
Mehnat karo shaan se,
Na daro tufaan se,
Ek din gunjega ye duniya
Bas Tumhare naam se…!
Lahore se darkar nauka paar nahi hoti,
Himmat karne walon ki kabhi haar nahi hoti.
Jo tufano mein bhi chalte ja rahe hain,
Wahi manzil tak apna raasta bana rahe hain
Sangharsh bhari zindagi mein
khwahish hazar hai,
Har mushkil ko jeetne ki,
jazba baaki hain!
Jo gir kar sambhal jaata hai wahi
Zindagi mein kuch kamal kar jata hai.
Jiyunga main ye mera wada hai
Koshish meri sabse zyada hai,
Rukna nahi safar ka raasta mein
Manzil tak pahuchne ka mera iraada hai!
Har kar baith jana meri fitrat nahi,
Jab tak jeet na ho tab tak rukta nahi!
Hosla qayam hai toh manzil bhi mil jayegi,
Bas khud par kar yakeen tu,
Raah bhi khud ba khud ban jayegi!
Best Inspiring Shayari for Students
Kamyabi ka asli matlab,
Khud behtar banana,
Har din ek nayi koshish se,
Apne aap ko pehchana!

Har ek badi uplabdhi ek chhoti
Si kadam se shuru hoti hai,
Hausla ho buland to,
Manzil bhi apni hoti hai.
Yu zameen par baitha
Kyun aasman dekhta hai,
Paron ko khol udne ka hausla kar,
Sapne bhi tere intezaar karte hai
Udaan to bharni hai
Chahe kai baar girna pade,
Girke bhi jo na rukhe
Usse asli khiladi kehte hain!

Jitenge hum ye wada karo,
Koshish hamesha zyada karo.
Har mushkil se ladna hai humein
Zindagi ki jang jitna hai humein!
Rakh hosla wo manzar bhi aayega,
Har raat ke baad ek naya din aayega,
Mushkil hai toh kya safar toh chalna hai,
Apni manzil tak kisi bhi hal mein puchna hai!
Kadi mehnat ka koi vikalp nahi,
Jo dar gaya mehnat se,
Uska safalta mein koi haq nahi.
Ghar se nikal aaya ho,
Manzil mil jayegi,
Mehnat kar bas tu,
Raah khud ban jayegi.
Taqdeer badlenge mehnat se,
Kismat ke bharose nahi rahenge.
Ab jo hoga wo hoga datkar
Bichh rahe pe na rukenge!

Har koshish mein shayad
Safalta mil nahi pati,
Lekin jo har nahi maante,
Ek din wo safal zaroor hote!
Safar mein nikla hun,
Sapne ki manzil pana ko.
Har mod pe milti hai ek nayi mushkil,
Uss mushkil ko hosle se tod dena ko!
Umeed ka diya bujhaya nahi karte,
Mushkilon mein khud ko samjhaya nahi karte.
Jab choti si koshish se badalti hai taqdeer,
Tab apne sapno ko adhura chhoda nahi karte.
Jeetoge tum bhi aur hosle buland honge,
Manzil tak jaane ka junoon saath hoga,
Har mushkil ko apni taqat samajhna,
Apne sapne ko bhi beech mein na chodna!
How can you inspire your friends with shayari?
In today’s life, motivation is very important to maintain the confidence and inner strength to achieve your goals in life. In various ways, you can boost your motivation, but reading some inspiring shayari is the best way to inspire yourself, as well as you can share this motivational shayari with your friends to inspire them too. So, read all these inspiring shayari and must share them on your WhatsApp status and various social networks.
Final Words
Motivation and hard work are the key to success. If you want to do something extraordinary in your life, then you have to work hard and for that you need a high level of inner motivation. I hope that this english motivational shayari gives you a strong sense of motivation and fills you with energy. Also, if you would like to read more amazing English shayari like this then you can visit our latest post where we publish such inspiring shayari every day.